- Edited
PriyanjaliSingh
Ha tareeke hai aur apnaaye bhi ja chuke hai lekin ye government hm berojgaar yuvaaon ki awaj sunti kaha hai asaani se abhi recent ka example hai jab NTPC ka result aaya tha aur uske liye asaani se twitter campaign aur peaceful protest hua to sarkaar chupchaap dekhti rahi aur jab dusra violence ka tareeka apnaya gya tab jaake sunne ko taiyaar hui yuvaaon ki baat to vahi hai ki ek kathan hai ki ‘भय बिनु होत न प्रीत ’ to aaj ka time ki yahi demand hai mai maanta hu galat hai lekin soi sarkaar ko jgaane ka yahi ek tareeka hai ab nahi padhke koi fayda nahi jab hmara adhikaar hme nahi diya jayega .